Haar Haad Say Aasay Guzar Gaoon Ga Mein,
Door Tugh Say Itna Chala Gaoon Ga Mein.

Badloon Ky Daman Per, Sahiloon Ky Seenay Per,
Naam Un Py Tera Likh Gaoon Ga Mein.

Muhabbat Iss Qadar Hai Mugh Ko Tugh Say,
Kay Wafa Ki Aakhri Haad Baan Gaoon Ga Mein.

Ek Too Hi Toh Sahara Tha Mery Geenay Ka,
Tery Bin Youn Hi Maar Gaoon Ga Mein.

Gewan Bhar Sunnay Ko Joh Dil Bequrar Tha,
Gatay Gatay Tugh Say Kuch Aasa Keh Gaoon Ga.

BY-

                   ~*~SHAN MEHDI~*~